Ek shaqs raaste mein Kahin chut gaya tha....
Uss hadhse ke badh dil tut gaya thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :-D
Intezaar Nahi usske ab lautke aane ka
Ki ab mujhe Pyaar hai kisi aur anjaan ajnabee se :-D
Jo shayad hamesha se mera hi thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :-D
Bekar din-waqt guzara ek shaqs pe Jissko meri ek katar bhi fikar na thi
Aaj ehsaas Hua wo Pyaar nahi....awwarapan thaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :-D
na kabhi ussne chua mujhe Na kabhi wo ehsaas jaage
Fir kiu mein din-raat ussi ke sapne bunti thi....
Shayad mere Pyaar Ko Pyaar se bada Pyaar thaaaaaaaaaaaaaaaa :-D
Jiske khabwon ko meinne neend mein sanjoya
Jiske sapno ko meinne ankhon mein piroya.....
Dillagi kehke wo meri dil tord gaya thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :-D
Kasoor nahi Majburiyan thi shayad uski,
Ki mere dilne usko saada Maaf kiya thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :-D
Sache maan se Pyaar karne walon ko...
Milti hain sachi mohabaat ek din
Iska aetbaar mujhe hamesha se thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :-D
Jaate-Jaate aaj bhi Uss saqh ko dua deti hun
Ki mile usko bhi kabhi mere dil jesa ek aur dil....
Par afsoos shayad mere jese nahi chahega usko aur Koi..
ye daawa mera kal bhi thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :-D
Bohat hi acha banda tha......
Ek Hi dilse iss awwara dil ko mere bada Pyaar tha...
Ek saqhs raaste mein kahin chut gaya tha........!
Ps: Tragedy of the story :
Usss shaqh ko shayad kisi aur se bada pyar thaaaaaaaaaaaaaa :-D lolzzzzz!!
Pss:
Ye meri story nahi hai :-) ......!!!??? Hmmm :-D
Nahi hai!
Nahi hai!
Nahi Nahi Nahi Nahi Nahi Nahi.
Psss:
Bhoot se zaada I detest [read: dislike Intensely] Love..hence Cant be my story Neva ;)
Karl Marx @ 200
7 years ago

1 comment:
hehehe ultimate
i dunno if u meant it as a satire or some thing
but the elongated thaaaaaaaaa s i read in himesh reshammiya nasal tone
and boy wasnt i laufing
Post a Comment